🎵 Song Information
| Song Name | Aaradhana mein hai chhutkaara |
|---|---|
| Language | Hindi |
| Key Theme | — |
| Category | Hindi Christian Song Lyrics |
| Lyricist | — |
Hindi Lyrics
Verse 1:
आराधना में है छुटकारा,
आराधना में है चंगाई
शरीर प्राण आत्मा में
शांति आनंद देता है
जान से भी प्यारा प्रभु,
Chorus:
प्रार्थना करें, आराधना करें
वो अच्छा है कितना भला है,
छुटकारा पायें हमेशा।
Verse 2:
मांगोगे तुम्हें मिलेगा,
ढूंढोंगे तुम पाओगे
खटखटाओ वो खोलेगा,
स्वर्ग की आशीषें
पाओ तुम उसे अभी
प्रार्थना करें...
Verse 3:
प्रार्थना करो निरंतर,
प्रार्थना करो विश्वास से
धर्मी जन की प्रार्थना,
विश्वास की प्रार्थना
तोड़ती है सारे बंधन,
प्रार्थना करें...
📺 Watch & Listen
Listen to the original song on YouTube
Hinglish Lyrics with English Transliteration
Verse 1:
Aaradhana mein hai chhutkaara,
Aaradhana mein hai changaai
Shareer praan aatma mein
Shaanti aanand deta hai
Jaan se bhi pyaara Prabhu,
Chorus:
Prarthana karein, aaradhana karein
Woh achchha hai, kitna bhala hai,
Chhutkaara paayein hamesha.
Verse 2:
Maangoge tumhein milega,
Dhoondhoge tum paaoge
Khatkhataao, woh kholega,
Swarg ki aashishein
Pao tum use abhi
Prarthana karein...
Verse 3:
Prarthana karo nirantar,
Prarthana karo vishwaas se
Dharmi jan ki prarthana,
Vishwaas ki prarthana
Todti hai saare bandhan,
Prarthana karein...
0 Comments