Introduction
Hum aapke liye laaya hai naya — Sadri Masihi Geet. Ummed karte hai aapko yah geet acha lagega. Yah greet kai jagah pe popular hai aur church me gaaya jata hai.
🎵 Song Information
| Song Name | Utaar Pavitra Aatma, More Jeevan Mein |
|---|---|
| Language | Hindi + Sadri [mix] |
| Key Theme | — |
| Category | Sadri Christian Song |
| Lyricist | ~ |
Hindi Lyrics
उतार पवित्र आत्मा (2) मोरे जीवन में
मोरे मना में, मोरे, मोरे दिल में (2) — [2]
आत्मा को मैंने मांगा, आत्मा को यीशु ने दिया
जीवन को मैंने मांगा, प्रभु, जीवन को तूने दे दिया ।
उतार पवित्र आत्मा…
शान्ति को मैंने मांगा, शान्ति को यीशु ने दिया
उद्धर को मैंने मांगा, प्रभु उद्धर को तूने दे दिया ।
उतार पवित्र आत्मा…
चंगा को मैंने मांगा, चंगाई को यीशु ने दिया
आनन्द को मैंने मांगा, प्रभु, आनन्द को तूने दे दिया ।
उतार पवित्र आत्मा…
Hinglish Lyrics (English transliteration)
Utaar Pavitra Aatma (2) More Jeevan Mein
More Mana Mein, More, More Dil Mein (2) — [2]
Aatma Ko Maine Maanga, Aatma Ko Yeshu Ne Diya
Jeevan Ko Maine Maanga, Prabhu, Jeevan Ko Tune De Diya.
Utaar Pavitra Aatma…
Shanti Ko Maine Maanga, Shanti Ko Yeshu Ne Diya
Uddhar Ko Maine Maanga, Prabhu Uddhar Ko Tune De Diya.
Utaar Pavitra Aatma…
Changa Ko Maine Maanga, Changaai Ko Yeshu Ne Diya
Aanand Ko Maine Maanga, Prabhu, Aanand Ko Tune De Diya.
Utaar Pavitra Aatma…


0 Comments