🎵 Song Information
| Song Name | Dua mein baitha karo, acchi baat hai |
|---|---|
| Language | Hindi |
| Key Theme | - |
| Category | Hindi Christian Song Lyrics |
| Lyricist | Pastor Joy Gill |
Hindi Lyrics
Chorus
दुआ में बैठा करो, अच्छी बात है - 2
अच्छी बात है, अनोखी बात है - 2
Verse 1
दानिय्येल दिन में
तीन बार दुआएं करता था
परमेश्वर के सामने सारी बातें रखता था - 2
परमेश्वर ने उसकी दुआ सुन ली - 2
तुम भी बैठा करो, अच्छी बात है - 2
अच्छी बात है, अनोखी बात है - 2
दुआ में बैठा करो, अच्छी बात है - 2
Verse 2
परमेश्वर हमारी प्रार्थनाओं को सुनता है
वो चाहे तो सारी कामनाएं पूरी करता है - 2
क्या तुम सब ने दिल से दुआ कर ली - 2
हर दिन बैठा करो, अच्छी बात है - 2
अच्छी बात है, अनोखी बात है - 2
दुआ में बैठा करो, अच्छी बात है - 2
📺 Watch & Listen
Listen to the original song on YouTube
Hinglish Lyrics (English Transliteration)
Chorus
Dua mein baitha karo, acchi baat hai - 2
Acchi baat hai, anokhi baat hai - 2
Verse 1
Daniel din mein
Teen baar duaayein karta tha
Parmeshwar ke saamne saari baatein rakhta tha - 2
Parmeshwar ne uski dua sun li - 2
Tum bhi baitha karo, acchi baat hai - 2
Acchi baat hai, anokhi baat hai - 2
Dua mein baitha karo, acchi baat hai - 2
Verse 2
Parmeshwar humaari prarthnaao ko sunta hai
Woh chahe to saari kaamnayein poori karta hai - 2
Kya tum sab ne dil se dua kar li - 2
Har din baitha karo, acchi baat hai - 2
Acchi baat hai, anokhi baat hai - 2
Dua mein baitha karo, acchi baat hai - 2

0 Comments