Naya Jeevan Hoga Kaise Suhana — नया जीवन होगा कैसा सुहाना | Hindi Christian Song Lyrics

Introduction

Here is another beautiful Sadri Christian Song "Yeshu Tor Bina Dahar Nahi Disela Disela". If you have not idea how to sing this song, then I have attached song link for YouTube you can check it. Hope this song will bless you.


🎵 Song Information

Song Name Naya Jeevan Hoga Kaise Suhana
Language Hindi
Key Theme New life in Christ
Category Hindi Christian Song Lyrics
Lyricist ~

Hindi Lyrics

नया जीवन होगा कैसा सुहाना
जहां तुम रहोगे वहां मैं रहूंगा
अनंत जीवन होगा…

1. दुनिया की यह शाम ढल जाएगी
कैसा सुहाना प्रभु का वो दिन होगा
जहाँ तुम रहोगे वहाँ मैं रहूंगा
अनंत जीवन होगा।

2. यीशु महिमा की धूम मचेगी
कैसा लुभावना अलौकिक दिन होगा
जहाँ तुम रहोगे वहाँ मैं रहूंगा
अनंत जीवन होगा।

3. हाल्लेलूयाह - हाल्लेलूयाह
कैसा सुहाना ईश्वरीय दिन होगा
जहाँ योहन गाएगा वहाँ पीटर नाचेगा
अनंत जीवन होगा।

4. नरशिंगा जब फूंका जाएगा
हम सब के सब पल में बदल जाएंगे
राजा येशु आएगा हमको लेने आएगा
अनंत जीवन होगा।



Hinglish Lyrics with English Translation

Naya jeevan hoga kaisa suhana
Jahaan tum rahoge wahaan main rahunga
Anant jeevan hoga…

1. Duniya ki yeh shaam dhal jaayegi
Kaisa suhana Prabhu ka vo din hoga
Jahaan tum rahoge wahaan main rahunga
Anant jeevan hoga.

2. Yeshu mahima ki dhoom machegi
Kaisa lubhaavana alaukik din hoga
Jahaan tum rahoge wahaan main rahunga
Anant jeevan hoga.

3. Hallelujah - Hallelujah
Kaisa suhana Ishwariya din hoga
Jahaan Yohan gaayega wahaan Peter naachega
Anant jeevan hoga.

4. Narshinga jab phoonka jaayega
Hum sab ke sab pal mein badal jaayenge
Raja Yeshu aayega humko lene aayega
Anant jeevan hoga.


Post a Comment

0 Comments